urdu sad poetry 2 lines urdu sad poetry by wasi shah urdu sad ghazals urdu sad poetry wallpapers urdu romantic poetry urdu sad poetry sms urdu sad poetry facebook
Sunday, 30 December 2012
Wednesday, 21 November 2012
Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon gi
Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon gi |
Dekhoon gi nahi phir bhi Tasweer bana loon gi
Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi
Dekhega nahi koi Palkon mai chupa loon gi
Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye
Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga loon gi
Weeran agar Dil ho Aankhon mai Andhera ho
Yaadon ke Diye apni Palkon mai saja loon gi
Manzoor agar hogi Ruswayi Teri Mujh ko
Mai beth ke Sahil se Toofaan utha loon gi
Kyun Mujh se Khafa ho ker wo Door gaye
Baanhon mai wo aa jayaen mai un ko Mana loon gi

Har din nazar aata hai mujhe raat tere baad
Har din nazar aata hai mujhe raat tere baad |
Har din nazar aata hai mujhe raat tere baad
Phir zindagi ne chora mera sath tere baad
Mere hont hansi bhoole meri ankh hue num
Kitne bure hue hain halat tere baad
Hain nafraten hi nafraten aa dekh to sahi
Dunia hoi hai kitni badzaat tere baad
Ansoo hain keh ankhon ka bharam rakhte hi nahi
Rukti nahi hai ashkon ki barsaat tere baad
Tahzeeb tujh ko bholna chahe tu kis tarah
Hain dil mein ab bhi tere khaialaat tere baad

Tumhara Naam likh likh ker Mitana bhool jata hoon
Tumhara Naam likh likh ker Mitana bhool jata hoon |
Tumhara Naam likh likh ker Mitana bhool jata hoon
Tumhein jab Yaad karta hoon, Bhulana bhool jata hoon
Boht si aisi Baatein hain jo Mere Dil mai rehti hain
Magar jab Tum se milta hoon, Sunana bhool jata hoon
Tumhare baad ab her Pal bari Mushkil se Kat-ta hai
Mai aksar Tum ko Khuwabon mai, Batana bhool jata hoon
Mai her Shaam kehta hoon Tum ko bhool jaoonga
Magar jab Subah hoti hai, Iraada bhool jata hoon

Jo mila us ne mere dil ko khelona jana
Jo mila us ne mere dil ko khelona jana |
Jo mila us ne mere dil ko khelona jana
Kheel k toor deya
Toor k choor deya
Hai yeh mera afsana
Main ne har dard ko sene se lagana chaha
Khud sitam sah k zamane ko hansana chaha
Phir bhi duniya hai khafa
Mera dil meri wafa
Koi nahi pahchana
Aankh main sare zamane ki khatakta hi raha
Dard_e_ awara ki mannde bhatakta hi raha
Urte patoon ki tara
Main to jis simt chala
Sath chala virana

Tere Firaaq k lamhe shumar karte hoye
Tere Firaaq k lamhe shumar karte hoye |
Tere Firaaq k lamhe shumar karte hoye,
Bikhar gaye hain Tera Intizaar karte hoye
To Mai b Khush hoon koi us se ja k keh de,
Agar wo Khush hai Mujhe Be-Qarar karte hoye
Mai Muskurata hua Aaine mai ubhrunga,
Wo Ro parega Achanak Singhaar karte hoye
Tujhe Khabar hi nahi Toot gaya hai koi,
Mohabbat ko boht Paaidar karte hoye
Wo Keh rahi thi Samandar nahin hai Aankhon mai,
Mai un mai Doob gaya Aitbaar karte hoye

Urdu Beautiful Sad And Lovely Poetry Wallpapers And Photos
Urdu Beautiful Sad And Lovely Poetry Wallpapers And Photos |

Beautiful Sad Lovely Urdu Poetry Wallpapers
Beautiful Sad Lovely Urdu Poetry Wallpapers |

Subscribe to:
Posts (Atom)